Friday, March 28, 2014

गाँव लौटे शहर से तो सादगी अच्छी लगी

गाँव लौटे शहर से तो सादगी अच्छी लगी

हमको मिट्टी के दिये की रौशनी अच्छी लगी

बांसी रोटी सेक कर जब नाश्ते में माँ ने दी

हर अमीरी से हमें ये मुफ़लिसी अच्छी लगी

दे न पाई बाल बच्चों को जो रोटी क्या हुआ

सुनने वालों को तो मेरी शायरी अच्छी लगी

हसन काज़मी

Friday, March 21, 2014

मैं तेरी आँख में आँसू कि तरह रहता हूँ

मैं तेरी आँख में आँसू कि तरह रहता हूँ

जलते बुझते हुए जुगनू कि तरह रहता हूँ

सब मेरे चाहने वाले हैं, मेरा कोई नहीं

मैं भी इस मुल्क़ में उर्दू की तरह रहता

Friday, March 14, 2014

25 Sawaalon Ke Jawaabat



Allaah Ke Rasool Saw Ki Khidmat Me Ek Shakhs Haazir Huwa Aur Unho Ne Chand Sawaalaat Kiye.

1) Maine Sab Se Bada Aalim Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Taqwa Ikhtiyar Karo Bade Aalim Banjaoge.

2) Maine Sabse Bada Ghanii Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Qanaat Ikhtiyar Karo Bade Ghanii Banjaoge.

3) Main Sabse Bada Aadil Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Jo Chiz Tumhe Pasand Hai Wahi Logon Keliye Pasand Karo Bade Aadil Banjaoge.

4) Main Allah Ke Nazdiik Sabse Achcha Aadmi Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Logon Ko Nafa Pahunchao Achche Aadmii Banjaoge.

5) Main Allah Ka Khas Bandah Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Allah Ka Zikr Kasrat Se Karo Khas Bande Banjaoge.

6) Main Chahta Hun Mera Iman Kamil Hojae?
Aap Saw Ne Farmaya: Apne Akhlaq Achche Karlo Iman Kamil Hojaega.

7) Main Muhsinin Me Se Hona Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Allah Ki Ibadat Aise Karo Jaise Tum Usko Dekh Rahe Ho.

8) Mai Farman Bardaron Me Se Hona Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Faraaiz Ko Ada Karo Farman Bardar Banjaoge.

9) Main Allah Se Gunahon Se Paak Milna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Badaz Janabat Fawran Ghusl Karliya Karo Gunahon Se Paak Miloge.

10) Main Chahta Hun Qiyaamat Ke Din Noor Se Utho ?
Aap Saw Ne Farmaya: Apne Upar Aur Kisi Per Zulm Nah Karo Aur Noor Se Uthaae Jaoge.

11) Mujh Par Allah Qiyamat Me Raham Farmaye?
Aap Saw Ne Farmaya: Apne Aur Allah Ke Bandon Per Raham Karo Allah Tum Par Raham Karega.

12) Main Chahta Hun Mere Gunah Kam Hon?
Aap Saw Ne Farmaya: Astaghfaar Ki Kasrat Karo Gunah Kam Honge.

13) Maine Sabse Ziyadah Izzat Wala Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Makhlooq Mein Kisi Ku Apni Haajat Nah Bataoo Izzat Wale Banjaoge.

14) Main Sabse Ziyadah Taaqatwar Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Allah Par Tawakkat Ikhtiyaar Karo Taqatwar Banhjaoge.

15)Main Chahta Hun Mera Rizq Kushadah Ho?
Aap Saw Ne Farmaya: Baa Wazo Raha Karo Rizq Kushadah Hojaega.

16) Main Allah Aur Rasul Ka Mahboob Banna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Jo Allah Aur Rasool Ko Pasand Hai Tum Use Pasand Karo.

17)Main Qiyamat Mein Allah Ke Ghussah Se Bachna Chahta Hun?
Aap Saw Ne Farmaya: Allah Ki Makhlooq Par Ghussah Karna Chood Do.

18) Main Chahta Hun Meri Dua Qubul Ho?
Aap Saw Ne Farmaya: Haraam Khana Chood Do Duan Qubool Hongi.

19) Main Chahta Hun Qiyamat Me Allah Mujhe Zillat Se Bachale?
Aap Saw Ne Farmaya:  Apne Aap Ko Zina Se Bachalo Zillat Se Bach Jaoge.

20) Qiyamatmein Allah Mere Aiboon Ko Chupale?
Aap Saw Ne Farmaya: Apne Bhaiyon Ke Aiboon Ko Chupalo Allah Tumhare Aiboon Ko Chupalega.

21) Gunahon Se Kiyaa Chiz Najaat Deti Hai?
Aap Saw Ne Farmaya: Aansun Tawazu Amraan

22) Sabse Azim Neki Kiya Hai?
Aap Saw Ne Farmaya: Achche Akhlaaq, Tawazu, Musibat Par Sabr.

23) Sabsebadi Burai Kiya Hai?
Aap Saw Ne Farmaya: Bad Akhlaaqi Aur Bukh

24) Allah Ke Ghusseh Ko Duniya Wo Aakhirat Men Thanda Karnewali Chizkiya Hia?
Aap Saw Ne Farmaya: Chupke Chupke Sadqah Karna Aur Silah Rahmi Karna

25) Jahannum Ki Aag Ko Qiyamat Ke Din Kiya Chiz Bujhaegi?
Aap Saw Ne Farmaya: Dunya Mein Dukhon Aur Taklifon Par Sabr Karna.

Friday, March 7, 2014

Yusuf Alahisalam


زلیخا نے یوسف علیہ السلام کے عشق میں مجبور ہو کر یوسف علیہ السلام کا دامن پکڑ لیا اور اپنی خواہش کا اظہار اس قدر شدت سے کیا کہ آپ لرز اٹھے۔ زلیخا کے پاس سنگ مرمر کا بت تھا جس کی وہ صبح و شام پوجا کرتی۔ اس کی آرتی اتارتی۔ دریائے نیل کی سطح پر تیرتے ہوئے کنول کے پھول اس کے چرنوں میں رکھتی، عطر چھڑکتی لیکن جونہی اس نے حضرت یوسف علیہ السلام کا دامن پکڑا تو بت کو ایک کپڑے سے ڈھانپ دیا۔ مقصد یہ تھا کہ اس کا معبود بت اسے اس حالت میں نہ دیکھ سکے۔ وہ بت سے حضرت یوسف علیہ السلام کے ساتھ دست درازی کو چھپانا چاہتی تھی۔
اس نازک صورتحال سے حضرت یوسف علیہ السلام بہت رنجیدہ ہوئے۔ سر پکڑ کر رہ گئے۔ زلیخا جذبات کی رو میں بے اختیار آپ کے پاؤں چومنے لگی اور کہنے لگی۔ "اتنے سنگدل نہ بنو، وقت اچھا ہے، اسے ضائع نہ کرو۔ میری دلی مراد پوری کرو۔"
حضرت یوسف علیہ السلام رو پڑے اور فرمایا۔ "اے ظالم! مجھ سے ایسی توقع نہ رکھ۔ تجھے اس بت سے تو شرم آتی ہے جسے تو نے کپڑے سے ڈھانپ دیا ہے اور مجھے اپنے خدا سے شرم آتی ہے جو پردوں کے پیچھے بھی دیکھتا ہے۔"