Friday, June 22, 2012

DUAA

Ye na socho k ALLAH "DUAA" foran qabool kyun nahi karta,
Ye shukar karo k ALLAH Pak hamaray Ghunahoon ke saza foran Nahien data.
(Hazrat Ali)(R.A).

Agar KHUDA tumare Dua'ain poori ker raha hai to wo tumara "YAQEEN" bara raha hai.
Agar Dua'ain poori kerne main dair ker raha hai to tumara "Sabar" bara raha hai.
Agar tumare Dua'ain ka jawab nahin dey raha hai to wo tumhy "AAZMA" raha hai.


Nabi e karim (s.aw.)
Dosti ke bare mein furmate hein jab tum kisi ko dost bana lo to apne dil mein 1 qabristan bana lo jis mein us ki burayion ko dafan kar sako us se jang na karo us par apni bartari ka izhar na kro us k mutalik logon se pochtay matt phiro
ho sakta hai us ka dushman galat baat bata dey aur yon ghalat fehmi tumari judai ka sabab ban jay aur tum 1 achay dost se mehroom ho jao.

Hazrat MOHAMMAD (S.A.W.W) "Tum log ek doosre to tohfy dete raha karo" Aik shakhs ne pucha Tohfa na ho to? Aap (S.A.W.) ne farmaya: "Kya tum kisi ko apni Muskurahat ka Tohfa b nahi de sakty.

Insaan Bhi Kitna Ajeeb Hai, Jab Kisi Cheez Say Darta Hai Tau Us Se Door Bhagta Hai, Jab ALLAH Se Darta Hai Tau Us K Aur Nazdeek Ho Jata Hai.

Aap (S.A.W) Ne Farmaya,
"Jis Ne Apni "Maa" k Paon Ko Bosa Diya, Us Ne "Kaba" Ki Dehleez Ko Bosa Dia"

Aapny Dushman ko 1000 Dafa Moka do k who tumhara Dost ban Jaye!

Par Apny Dost ko 1 bhi Moka na do
k
who tumhara Dushman Ban Jaye.......
Hazrat Ali (R.A)

Hazrat Mohammed (S.A.W) Ne farmaya!
Jab ap log duWa karte hai
to doosro ko bhi yad rakhe,
hosakta hai kisi ki zindagi ki dairh saari khushian
ap ki aik harf-e-dua ke muntazir ho..

No comments:

Post a Comment